Home » Blog » AdSense » Google Adsense Me Primary Bank Account Number Kaise Add Kare

7 thoughts on “Google Adsense Me Primary Bank Account Number Kaise Add Kare”

  1. Sir … Mere Adsense ID Me Maine Apne Middle Name Ko Add Nahi Kar Paya dhoke Se, Jabki Meri Aadhar Card Me Mera Middle Name #Kumar Likha Huva Hai. Aur Maine 2 Baar Adsense Me Apni ID Upload Karne Ki koshish Kar Chuka hun, Name Ko Error Bata raha hai Kya … Karu Sir … Samjh Nahi Aa Raha Hai. Badi Mehnat Se $20 Kamaye Hain … Kya Karu Sahi … idea Bataiye … Sir

    Reply
  2. PNB customer kare se bat ki to- maine bola mujhe allahabad ka swift code chahiye to usne mujhe PUNBINBBISB ye swift code diye bole ki all over india me yahi kam karta hai, maine isko google me search kiya to ye ‘K-16 CONNAUGHT CIRCUS new Delhi’ address bata raha hai , to kya adsence me isko laga sakte hai

    Reply
    • agar customer care wale ye bata rahe hai ki ye code all india me work karega. to aap ese apne adsense me add kar sakte hai.

      Reply
  3. Sir mera bank account PNB me hai mere city(allahabad UP) me pnb ke kisi bhi branch me swift code nahi hai. Mere najdik ke district (gopiganj bhadohi) jo yaha se 83 kilometer dur hai vaha ka swift code(PUNBINBBGOP) hai kya mai usko use kar sakta hu. Please sir confirm karke bataye mai bahut confuse hu.
    Mai apne bank branch gaya tha lekin unhone koi help nahi kiya.

    Reply
    • yes, sabhi brach ka swift code nahi hota. swift code only international branch ka hota hai. aapke nazdik jo bhi aapke bank ki international branch ho aap ouska swift code use kar sakte ho.

      Reply
  4. Sir mera syndicate bank me account hai aur jo shift code SYNBINBB126 branch wale ne diya hai wo invalid bta rha adsense me kya kru fir mai?
    Please reply kijiye sir

    Reply
    • ho sakta hai adsense syndicate bank ko support nahi kart ho, mera account pnb me thah. mujhe adsense me apna bank account add karne me koei problem nahi aaei thih. aap apne kisi other bank account ko add karke dekh sakte hai.

      Reply

Leave a Comment