Home » Blog » Blogging » Hostgator Bluehost Affiliate Marketing Program Ko Join Kaise Kare

Hostgator Bluehost Affiliate Marketing Program Ko Join Kaise Kare

Hostgator Bluehost Affiliate Marketing Program Ko Join Kaise Kare – india ki best hosting provider companies koun koun si hai ke bare me internet par search kiya jaye to hostgator aur bluehost ke name sabse oupar aate hai. India ke andar ye 2 hosting provider companies sabse popular hai. because, enka customer support aur service bahut achchhi hai. yahi reason hai ki all blogger starting me en 2 companies se hi web hosting aur domain name ko purchase karna pasand karta hai.

Agar ham pehle se hi ek blogger hai. aur self hosted platform wordpress.org ya free platform blogger.com par blog website create karke blogging kar rahe hai. to ham apni site par google adsense ke alawa affiliate marketing ko bhi income karne ke liye use kar sakte hai. Yadi, ham apni site par blogging se related information share karte hai. to hostgator ya bluehost india ke affiliate marketing program ko join karke apni site par enke ads show kar sakte hai. en 2 popular companies ke product ko apni site par promote karke ham lakho rupe kama sakte hai.

But, pehle hame en 2 companies ke affiliate marketing program ko join karna hoga. Jiska process bahut easy hai. kuchh bloggers aisa bhi sochte hai ki ham hostgator aur bluehost india ke affiliate marketing program ko tab hi join kar sakte hai, jab ham pehle enki web hosting ko purchase karle.

But, aisa sochna galat hai. because, kyuki agar hamne enke products ko pehle se purchase nahi bhi kiya hai, tab bhi ham enke affiliate marketing program ko join kar sakte hai.

Hostgator India Affiliate Marketing Program Ko Join Kaise Kare

Step 1. Affiliate Section

Hostgator india affiliate marketing program ko join karne ke liye hame sabse pehle hostgator site ke affiliate section me jana hoga. Es page par hame ek signup ka button show hoga.

Step 2. Signup

  1. Username ko enter kare.
  2. Password ko enter kare.
  3. Password ko reenter kare.
  4. Email address ko enter kare.
  5. Company name me apni site ke name ko enter kare.
  6. Cheques payable to me apne name ko enter kare.
  7. Website address me apni site name ko enter kare.
  8. Apne first name ko enter kare.
  9. apne pan card me likhe huwe last name ko enter kare.
  10. Address enter kare.
  11. Additional address enter kare.
  12. City name ko enter kare.
  13. State name ko enter kare.
  14. Phone number enter kare.
  15. Zip code ko enter kare.
  16. Apni country name ko select kare.
  17. I have read, understand and agree to the above terms and conditions ke samne wale box me tick kare.
  18. How did you hear about us? Me Internet type kare.
  19. Apni date of birth ko enter kare.
  20. Apne pan card ke number ko enter kare.
  21. Pan card me dekhkar apne middle name ko enter kare.
  22. Security code ko enter kare.
  23. Ab, Process my affiliate account request ke button par click kare.

Process my affiliate account request ke button par click karte hi hamari request hostgator affiliate team ko receive hogi. Hostgator affiliate team all details check karne ke baad yadi hamari request ko accept karti hai, to hame email karke bata diya jayega. jiske baad ham apni site par hostgator india ke products ko promote kar sakte hai.

Bluehost India Affiliate Marketing Program Ko Join Kaise Kare

Step 1. Affiliate Section

Bluehost india affiliate marketing program ko join karne ke liye hame sabse pehle bluehost site ke affiliate section me jana hoga. Es page par hame ek signup ka button show hoga.

Step 2. SignUp

  1. Username me pane email address ko enter kare.
  2. First name ko enter kare.
  3. Last name ko enter kare.
  4. Company name me apni site name ko enter kare.
  5. Address ko enter kare.
  6. City ka name likhe.
  7. State name ko likhe.
  8. Apni country ko select kare.
  9. Zipcode likhe.
  10. Phone number ko enter kare.
  11. Fax number ho to likhe, warna box ko blank rehne de.
  12. Apni website ke url ko type kare.
  13. Profession ko enter kare.
  14. I agree to the terms & condition ke samne tick kare.
  15. Ab, signup ke button par click kare.

Signup ke button par click karte hi hamari application bluehost affiliate team ko receive hogi. Bluehost affiliate team all details check karne ke baad yadi hamari request ko accept karti hai, to hame email karke bata diya jayega. jiske baad ham apni site par bluehost india ke products ko promote kar sakte hai.

Es tarah se ham apne blog website par googel adsense ke sath sath hostgaro india ya bluehost india ke products ko promote karke apni income ko increase kar sakte hai. india me ye dono companies best hostinge provider hai. maximum bloggers enhi dono companies se web hosting ko purchase karte hai. because, enki services aur customer support sabse better hai.

I hope, es post ko read karne ke baad aap jaan gaye honge ki hostgator india aur bluehost india affiliate marketing program ko join kaise karte hai. aur en par account kaise banate hai.

2 thoughts on “Hostgator Bluehost Affiliate Marketing Program Ko Join Kaise Kare”

  1. Sar ye post bahut badiya Raha aur mai bhi hosting provider company account affiliate marketing Shuru karna chahta Hoon sir main abhi jaldi main blog Shuru Kiya Hai Iski speed bahut slow hai kaise check Kare aur bataiye Main Kya Karoon

    Reply

Leave a Comment