Home » Blog » Blogging » Hostgator Hosting Aur Domain Ko Point Connect Kaise Kare

Hostgator Hosting Aur Domain Ko Point Connect Kaise Kare

Hostgator Hosting Aur Domain Ko Point Connect Kaise Kare – ham achchhi tarah jante hai ki wordpress.org platform ek self hosted platform hota hai. es par apna blog website create karne ke liye hame sabse pehle web hosting aur domain name ko purchase karna hota hai.

Pichhli post me ham jan hi chuke hai ki wordpress blog banane ke liye hostgator dse web hosting aur doamain name ko purchase kaise karte hai. ye hamara 1st step thaha. 2nd step me hame hostgator hosting par domain name ko point connect karna hai. Es post me ham aaj yahi sab seekhenge. Kyuki new bloggers hostgator india ki company se web hosting aur domain name ko to easily purchase kar lete hai. but aage kya karna hai we nahi jante.

Agar aap bhi ounme se ek hai. aur janna chahte hai ki self hosted platform  worpdpress.org par blog website banane ke liye hosting aur domain ko connect kaise karte hai. to es post ko carefully read karte rahe.

Hostgator india ki top hosting provider company me se ek hai. mai ese kafi dino se use kar raha hun. Koei bhi problem aane par hostgator customer care officer minutes me hi hamari problems ko solve kar dete hai. es company ka customer support bahut achchha hai. sabse badi baat ye hai ki ham customer care officers se hindi me bhi easily baat kar sakte hai.

Esliye mai yahi advise dunga ki aap sab ko bhi hostgator india ki company se hi web hosting aur domain name ko purchase karna chahiye. Agar aapne aisa kar liye hai to ab  aapko hostgator hosting par domain name ko point connect karn hoga.

Hostgator Hosting Par Domain Ko Point Connect Kaise Kare

Hostgator hosting par domain name ko point connect karne ke liye hame sabse pehle ous email address me login hona hoga. Jis email addrss se hamne hostgator par account banaye thah.

hostgator se low price me web hosting kharidne ke liye yahan click kare.

Step 1. Names server

Jab ham hostgator se web hosting aur domain name ko purchase karte hai. to hamare email address par ek email receive hoti hai. hame ous email ko open karna hai. kyuki es email me hame 2 names server provide kiye jate hai. jinka use ham hosting aur domain name ko point connect hone me karte hai.

Ab hame es email ko open karke ese aise hi rehne dena hai. aur new  tab me hostgator account me login hona hai.

Step 2. Login hostgator acount

  1. Apna email address ko enter kare.
  2. Hostgator ke password ko enter kare.
  3. Ab hame login ke button par click karna hai.

Login ke button par click karte hi ham hostgator ke account me login ho jayenge.

Step 3. Manage orders

  1. Manage orders ke button par click kare.
  2. Ab list / search orders ke option par click kare.

List / Search orders ke option par click karte hi new page par hame domain name, product, aur expiry date show hogi.

Step 4. Domain name

Hosting plan ke samne wale domain name par click kare. Click karte hi domain name registration ka page open hoga.

Step 5. Domain registration

Es page par hame ‘name server’ ke option par click karna hoga. Name server ke option par click karte hi ek popup window open hogi. Jisme hame name server ko enter karna hoga.

Step 6. Name server

Ab hame browser ki 1st tab me jana hoga. Hostgator se aaei jis email ko hamne 1st step me open kiya thah. Ousme hame 2 name server show honge. Jinko ek ek karke hame es popup window me enter karna hai. aur phir update name servers ke button par click karke settings ko save kardena hai.

hostgator se low price me web hosting kharidne ke liye yahan click kare.

Setting save karte hi hostgator hosting par domain name point connect ho jayga. Ab hamra 2nd step bhi complete ho chuka hai. ab hamara last step bacha hai jisme hame apne cpnel me login karke wordpress ko install karna hoga.

Es process ko karne me kabhi bhi koei problem aaye to aap hostgator india ki company ke customer care ma call karke ounse apni problem solve kara sakte hai. hostgator india company ka customer care number 18002098833 hai. ye ek toll free number hai. esliye es par baat karne ke hame koei charge nahi lagta.

I hope, es post me aap jan gaye honge ki self hosted platform wordpress.org par blog banane ke liye ham hostgaror se purchase kiye web hosting aur domain name ko point connect kaise karte hai.

2 thoughts on “Hostgator Hosting Aur Domain Ko Point Connect Kaise Kare”

Leave a Comment